Islamic Quizzes first two Khalifa Hz. Abu Bkr & Hz. Umar R.A.

  1. Hazrat Umar Faruq R.A. kis saal mein Khalifa bane the?
    a) 10 Hijri
    b) 13 Hijri
    c) 15 Hijri
    d) 20 Hijri
  2. Hazrat Abu Bkr Siddique R.A. ne Qur’an ki jama’ karne ka kaam kisko diya?
    a) Zaid bin Thabit R.A.
    b) Usman bin Affan R.A.
    c) Ali bin Abi Talib R.A.
    d) Abdullah bin Mas’ood R.A.
  3. Hazrat Umar R.A. ko “Faruq” kyu kaha jata hai?
    a) Quran ko samajhne ke liye
    b) Haq aur batil mein farq karne ke liye
    c) Ghazwaton mein shamil hone ke liye
    d) Ilm ki wajah se
  4. Hazrat Abu Bkr R.A. ne apna khalifa kise banaya tha?
    a) Usman R.A.
    b) Ali R.A.
    c) Umar R.A.
    d) Talha R.A.

5.Hazrat Umar R.A. kis tarah shaheed hue the?
a) Zeher dekar
b) Talwar se
c) Teer se
d) Chhuri se

  1. Hazrat Umar R.A. ne kis nizaam ko shuru kiya tha?
    a) Zakat nizaam
    b) Hijri calendar
    c) Qur’an tafsir
    d) Jihad ka hukum

Section B: (True or False) [5×1=5]

  1. Hazrat Umar R.A. ne Hijri calendar ki shuruaat ki. ( )
  2. Hazrat Abu Bkr R.A. ne Qur’an ki jama’at ka kaam Umar R.A. ko diya. ( )
  3. Hz. Umar R.A. ne apne baad ka khalifa Usman R.A. ko banaya. ( )
  4. Hz. Abu Bkr R.A. ki wafat 13 Hijri mein hui. ( )
  5. Hz. Umar R.A. Madina mein dafn hue. ( )

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *